Skip to content
Menu
Shakeel Ur Rahman
  • Home
  • Contact Me
Shakeel Ur Rahman

Category: Music/Movies/Poetry

January 10, 2018

Tamanna chaani deedarukh with Translation

Tamanna chaani deedarukh Chumo yemberzale bumbroo Phajis yaan meth Lejis vichhnai Gajis chaani kaley bumbroo. Beloved, how I yearn for you Like the yemberzal for her bee ! These eyes have always ached for you Ever since I bloomed. “Karan mahjoor chu husnas gath vanan yaaras patoo akh kath Ye dil deewan gow cxei path…

Read More
November 6, 2017

Milegi Shaikh Ko Jannat Hamein Do-Zakh Ata Hoga – Nusrat Fateh Ali Khan

pi ke nazron se teri jaam uthaaya na gaya aise madhosh hue hosh mein aaya na gaya inhi khushkumaniyon kahin jaan se bhi na jaao woh jo chaaragar nahi hai use zakhm kyun dikhaao woh kahaaniyan adhuri jo na ho sakengi poori unhein main bhi kyun sunaaun unhein tum bhi kyun sunaao yeh judaayiyon ke…

Read More
September 14, 2017

A poem on the Holy Quran by Dr. Pandit Shanker Dayal Sharma

This poem on the Holy Quran written some 35 years ago by the ninth President of India, Dr Pandit Shanker Dayal Sharma, says it beautifully. Please reflect on it and decide how TRUE it is today. Amal ki kitab thi.   (It was a command for action.) Dua ki kitab bana dia.   (You turned it into a…

Read More
August 24, 2017

Ye Kisne Geet Chheda – Meri Surat Teri Aankhen

ye kisne geet Chheda, ye kisne geet Chheda dil mera nache thirak thirak, kisne geet Chheda ye kiski julf bikhri, ye kiski julf bikhri jag sara gaya mahak mahak, kiski julf bikhri chori chori haule haule, thandi thandi hawa aaye chori chori haule haule, thandi thandi hawa aaye kaliyo ke mukh chume, bagiya ko gul…

Read More
August 20, 2017August 20, 2017

Jaan-e-Bahaaraa – Ali Zafar – Coke Studio Season 10

Jaan-e-bahaaraan rashk-e-chaman Ghunchah-dahan seemeen-badan Ay jaan-e-mann Soul of springtime, Envy of the garden Rosebud-lipped, Silver-bodied O light of my life! Jaan-e-bahaaraan rashk-e chaman Ghunchah-dahan seemeen-badan Ay jaan-e-mann Jaan-e-bahaaraan Soul of springtime, Envy of the garden Rosebud-lipped, Silver-bodied O light of my life! Soul of springtime Jannat ki hoorein tujh pe fida Raftaar jaise mauj-e saba…

Read More
August 20, 2017August 20, 2017

Sili hawa choo gayi sila badan chhil gaya – Gulzar

Sili hawa choo gayi sila badan chhil gaya Neeli Nadi ke pare, Geela sa chaand khil gaya The breeze tonight is wet It scrapes and wounds Beyond the lake the moon Shrivels and droops Tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin Tere siva koi na tha tere siva koi nahin The life you sowed…

Read More
August 18, 2017August 18, 2017

ye jafa-e-gham ka chara vo najat-e-dil ka aalam – Faiz Ahmad Faiz

ye jafa-e-gham ka chara vo najat-e-dil ka aalam tira husn dast-e-isa tiri yaad ru-e-maryam dil o jaañ fida-e-rahe kabhi aa ke dekh hamdam sar-e-ku-e-dil-figarañ shab-e-arzu ka aalam tiri diid se siva hai tire shauq meñ baharañ vo chaman jahañ giri hai tire gesuoñ ki shabnam ye ajab qayamateñ haiñ tire rahguzar meñ guzarañ na hua…

Read More
September 20, 2016

Mere Rashk-e-Qamar tu ne pehli nazar, jab nazar se milaaii maza aa gaya – Fana Buland Shehri

mere rashk-e-qamar tu ne pehli nazar, jab nazar se milaaii maza aa gaya – barq si gir gaii kaam hi kar gaii, aag aisi lagaaii maza aa gaya O my envy of the moon, when your eyes first met mine, I was overjoyed Lightning struck and destroyed me; you ignited such a fire that it made me ecstatic jaam…

Read More
April 11, 2016

Maa

Eay Andhary Deikh ly munh tera kaala ho gaya ‪Maa‬ na aankhen khol dyen ghar ma ujaala ho gaya Is tarhaa maray gunaahun ko dho dati ha Maa bohat gusay ma hoti ha to roo dati ha Bulandiyun kaa baday sa badaa nishan chuwaa Uthaaya goud ma Maa na tab aasman chuwaa. Kisi ko ghar…

Read More
October 20, 2015

Aisa Lagta Hai Zindagi Tum Ho – Chitra Singh

aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabi kaise ajnabi tum ho ab koi aarzu nahi baaki justju meri aakhri tum ho main zamin par ghana andhera hu aasmaanon ki chandni tum ho doston se wafa ki ummide kis zamaane ke aadmi tum ho https://www.youtube.com/watch?v=RDYBqKHjZcc

Read More
  • 1
  • 2
  • Next

Categories

  • Code Examples
  • Current Affairs
  • Ghalib Ghazals With Meaning
  • Health & Nutrition
  • Islamic
  • Magento Development
  • Mobile News/Hacks
  • Music/Movies/Poetry
  • Server Management
  • Software Bugs And Fixes
  • Uncategorized
©2021 Shakeel Ur Rahman | Powered by WordPress and Superb Themes!