Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya
Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya
Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya
Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya
Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya
Kagaz Pe Shaam Kaat Ke, Phir Shaam Likh Diya

Bikhri Padee Thee Toot Ke Kaliyaan Zameen Par

Tarteeb De Ke Meine
Tarteeb De Ke Meine Tera Naam Likh Diya
Tarteeb De Ke Meine Tera Naam Likh Diya
Tarteeb De Ke Meine Tera Naam Likh Diya
Tarteeb De Ke Meine Tera Naam Likh Diya
Tarteeb De Ke Meine Tera Naam Likh Diya
Asaan Nahi Thi Tark-e-Muhabbat Ki Dastaan

Do Ansuon Ne Aakhiri Paighaam Likh Diya
Do Ansuon Ne Aakhiri Paighaam Likh Diya
Do Ansuon Ne Aakhiri Paighaam Likh Diya
Do Ansuon Ne Aakhiri Paighaam Likh Diya
Do Ansuon Ne Aakhiri Paighaam Likh Diya
Do Ansuon Ne Aakhiri Paighaam Likh Diya
Hum Ko Kisi Ke Husan Ne Shaair Bana Diya
Hum Ko Kisi Ke Husan Ne Shaair
Hum Ko Kisi Ke Husan Ne
Hum Ko Kisi Ke Husan Ne Shaair Bana Diya
Hum Ko Kisi Ke Husan Ne Shaair Bana Diya
Honton Ka Naam Le Na Sake Jaam Likh Dia
Honton Ka Naam Le Na Sake Jaam Likh Dia
Honton Ka Naam Le Na Sake Jaam Likh Dia
Honton Ka Naam Le Na Sake Jaam Likh Dia
Allah! Zindagi Se Kahan Tak Nibhaun Mein?

Kiss Bewafa Ke Sath Mera Naam Likh Diya!

Taqseem Ho Rahi Thi Khudaai Ki Ne’matein

Ik Ishq Bach Gaya
Ik Ishq Bach Gaya So
Ik Ishq Bach Gaya So Mere Naam Likh Diya

‘ Qaiser ‘ kisi ki den hei ye shairi meri
‘Qaiser’ kisi ki den hei ye shairi meri

Uski Ghazal Pe Kis Ne Mera Naam Likh Diya