Aaine aankh me chubhte the, Bistar se badan katrata tha, Ek yaad basar karti thi mujhe, Me saans nhi le pata tha, Ek shakhs ke haath me tha sb kuch, Mera khilna bhi murjhana bhi, Rota tha to raat ujad jati, Hasta tha to din ban jata tha, Me rab se raabte me rahta, Mumkin…
Category: Ghazals With Meaning
Hum Bhi Kya Log Hen By Ahmed Nadeem Qasmi
Hum Bhi Kya Log Hen Jo Ziist Si Naimat ko Bhi Dar Dar ka Basr Karty Hen Hum yeh kahtay hen jo phool khila ha usay murjana ha Lakin is phool ko khilnay ki to kuch dadh milay Us ka yeh azm to dekho ke woh is ilm kay ba-wasf khila ha Ke bil-akhir usay…
Khud Ko Jeene Ki Tasali by Khalil-ur-Rehman Qamar
Khud ko Jeenay Ki Tasali Ma’i Bahaany Nahi Deeta Ab teri yaad bhi aaye to ma’i aanay nahi deeta Gum sa kehtaa hun ke aawoo tumhaa jaany nahi dun ga Aur woh aajaye to phir ma’e us ko jaany nahi deeta Yeh tera zarf ha tu loot ka aaya hi nahi Yeh mera zarf ha…
Laakhun ki Gadi ma betha ma faker tha – Ekta Sandhir
Laakhun ki Gadi ma betha ma faker tha Or sheshay kay us paar shayad who ek badshah tha Us ki karoodun ki muskan ka aagay ma fakir sa pad gaya tha Who be-fikr tha bindaas tha Me guzra hua waqt woh aanay waaly kal ki aas tha Mai zaruratun ki zanjeer ma qaid tha Who…
terā chup rahnā mire zehn meñ kyā baiTh gayā – TAHZEEB HAFI
terā chup rahnā mire zehn meñ kyā baiTh gayā – itnī āvāzeñ tujhe diiñ ki galā baiTh gayā yuuñ nahīñ hai ki faqat maiñ hī use chāhtā huuñ – jo bhī us peḌ kī chhāñv meñ gayā baiTh gayā itnā mīThā thā vo ġhusse bharā lahja mat pūchh – us ne jis jis ko bhī…
Shamon mein lot kar wo ana bhool jata tha
Udaas shamon mein lot kar wo ana bhool jata tha, Kar k khafa mujhko man’ana bhool jata tha, Inhi khaslaton ne uski mujhe badnaam kar dala, Wo likh k naam dewaron pe mitana bhool jata tha, Mat pooch muhabbat mein la’parwahi uski, Day k zakham wo marham lagana bhool jata tha, Kitna…
Har ek baat pe kehte ho tum ke ‘too kya hai’
har ek baat pe kehte ho tum ke ‘too kya hai’ ? tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai ? [ guftgoo = conversation ] na shole meiN yeh karishma na barq meiN yeh ada koee batao ki woh shoKH-e-tund_KHoo kya hai ? [ barq = lightning, tund = sharp/angry, KHoo = behavior ] yeh…