yeh Jafa-e-Gham Ka Chara, voh najaat-e-dil ka aalam
tera husn dast-e-iisa, teri yaad rooh-e-mariyam
(Jafa-e-gham =Oppression of my grief, Chara =Solution, Nijaat-e-dil = liberation of heart
Dast-e-iisa = Healing/micalous hand of Christ, Ruuh-e-mariyam-Like soul of mother mary(pure))
dil-o-jaan fidaayen raahen, kabhi aa key dekh humdum
Sar-e-kuu-e-dil figaaraN, shab-e-aarzuu ka aalam
(Dil-o-jaan Fidaaen raahen (heart and life sacrificed on the way)
Sar kuu-e-dil Figaaran….all the paths in my heart are injured(afflicted)
Shab-e-aarzu -The night of longing)
teri deed se sivaa haiN, terey shauq mey baharaaN
voh chaman jahan_giri hai, tere gesuuoN ki shabnam
(teri Deed sey siva hai tere shauq may baharaan – The spring that yearns for you is devoid from your sight.
Gesuuon – hair)
lo suuni gayi hamari, yoon phirey hain din ke phir se
vohi goshaa-e-qafas hai, vohi fasl-e-gul kaa maatam
(Goshaaa-e-kafas- The corner of a prison
Fasl-e-gul ka maatam- The sadness for the spring)
yeh ajab qayamataiN haiN, teri rehguzar maiN guzraaN
na hua ke mar mitey hum, na hua ke ji uThey hum